Hi friends & thanks for the comments.... :-)
BOLE TOO APNI PERSONAL STORY...
Apni kahani bole too apni jubaani,
ek waqt ki baat hai, vaha kya baat hai,
apun ne socha ki aaj waqt apne saath hai,
chalta ja raha tha main masti me,
waqt ko bhooley ja raha main sasti me,
aise me saala ghata mujhe ho gaya,
jo mera dil kisi ladki k sang ho gaya,
ladki ne bola apun ko I LOVE U,
apun ne bhi mast bol daala I MISS KARU CHHU,
fir kya vo too bhaag gayi,
aur yaadon ki ghataiye jaag gayi,
kheir ess pehale kuch soch paata,
apni khawaabo ko bapouch paata,
ki mere mummy paapa bole too maa ji aur saddey pita ji,
ne sadda rishta taye kar diya,
aur main bhi unn k sang ho liya,
magar ye kya? apun gaadi fir vahi atak gayi,
jaha se chali thi, saali mujhe vahi patak gayi,
ab ess samay main bilkul mast raapchik,
yaadon me beith hoon, aur uss ka intzaar kar raha hoon,
vo hai ki apun ek baat bhi smjhtich nahi,
aur apun ki gaadi bhi raftaar pakdtich nahi....
kheir dost logo apun ek salah mangta,
ki apun kya kare, aur ye dil hai ki
saala kisi aur ghaas tak nahi daalta....
thanks for the read my blog....
sabka dost
rajiv forever
u will never forget me dear.....