Hi friends & thanks for the comments.... :-)
GIRL-FRIEND SE HUI ANKHEIN CHAAR..
Kya ab khamoshi ka jamaana aa gaya hai,
ya logo ko chup rehna ka bahaana aa gaya hai,
waqt gujrtaa hai saanso ki ladiyaan jod jod k,
bgavaat c hoti saare bhandan tod tod k,
ess jindgi ko kya mukaam de,
jo waqt nikal chuka hai usey kya naam de,
q man baar-baar aisi baatein sochta hai,
aur mujhe ander hi ander kochota hai,
aise too jina hi mushkil ho jaayega,
aur shaayad aanewala sunhera pal haath se nikal jaayega,
ab aise kaise jindgi ki raftaar badaai jaayegi,
lgta jindgi shuru hone se pehale hi khatam ho jaayegi,
too q na aisa kaare nayi jindgi ka swaagat kare,
ess se shaayad pichhali jindgi se khushi ki lehar aayegi,
aur ho sakta hai meri aanewaali jindgi khud-ba-khud sambhal jaayegi...
thanks for the read my blog.... :-)
sabka dost
rajiv forever
u will never forget me dear....